Patita Lyrics
| Year | 1953 |
|---|---|
| Rating |
Andhe Jahan Ke - Patita Lyrics
Andhe Jahan Ke
a.ndhe jahaan ke a.ndhe raaste, jaae.n to jaae.n kahaa.N
duniyaa to duniyaa, tuu bhii paraayaa, ham yahaa.N naa vahaa.N
jiine kii chaahat nahii.n, mar ke bhii raahat nahii.n
is paar aa.Nsuu, us paar aahe.n, dil meraa bezubaa.n
a.ndhe jahaan ke ...
ham ko na koI bulaae, naa koI palake.n bichhaae
ai Gam ke maaro.n, ma.nzil vahii.n hai, dam ye TuuTe jahaa.N
a.ndhe jahaan ke ...
aaGaaz ke din teraa a.njaam tay ho chukaa
jalate rahe.n hai.n, jalate rahe.nge, ye zamii.n aasamaa.n
a.ndhe jahaan ke ...
Recommended Top Lyrics
Madhubaala
Tutul, Bapi-Tutul
Mahua
Sonik Omi
Lafangey Parindey
Anandh R
Sixteen
Prashant Pillai, Adam Avil, Eddie Avil, Gaurav Dagaonkar
